
Sab se khubsurat ehsas ye hai ke aap ko ek aisa dil mil jaaye jo sirf aap hi par iktefa kare.
Ek aise rooh jo aap ki rooh se muhabbat kare aur baaqi logon se be-niyaaz hojaye.
Ek aisa shakhs jo aap mein aur aap ke sath apni khushi talash kare.
Ye muhabbat ki ek khaas qisam hai jis mein koyi aur shareek nahi hota.
Muhabbat karne wala apne mehboob ke liye waisa hi hota hai. Jaise Moosa(A.S) ke liye un ki laathi aur
chahe wo us ke liye samandar na bhi cheer sake us par sahara len ahi kaafi hota hai.



.سب سے خوبصورت احساس یہ ہے کہ آپ کو ایک ایسا دل مل جائے جو صرف آپ ہی پر اکتفا کرے
.ایک ایسی روح جو آپ کی روح سے محبّت کرے اور باقی لوگوں سے بےنیاز ہوجائے
.ایک ایسا شخص جو آپ میں اور آپ کے ساتھ اپنی خوشی تلاش کرے
.یہ محبّت کی ایک خاص قسم ہے، جس میں کوئی اور شریک نہیں ہوتا
محبّت کرنے والا اپنے محبوب کے لئے ویسا ہی ہوتا ہے، جیسے موسیٰ کے لئے ان کی لاٹھی اور چاہے وہ اس کے لئے سمندر
.نہ بھی چیر سکے اس پر سہارا لینا ہی کافی ہوتا ہے


